Tishnagi ankhon mein aur daria khayalon main rahe
Hum nawa gar khush rahe jaise bhi halon mein rahe
Hum nawa gar khush rahe jaise bhi halon mein rahe
Is qadar dunia k dukh ay khobsorat zindagi
 jis tarah koi titali koi makri k jolon mein rahe
Dekhna ay rah-e-norid-e-shauq koye-e-Â yar tak
Kuch na kuch rang-e-hina paon k chalon mein rahe
Hum se kion mange hisab-e-jan koi jb umar bhar
Kon hain?kia hain?kahan hain? In sawalon mein rahe
Bad zani aisi k ghairon ki wafa bhi khot thi
Sooya-e- zan aisa k hum apno ki chalon mein rahe
Aik Dunia ko meri deewangi khush aa gai
Yar maktab ki kitabon k hawalon mein rahe
Ishq mein dunia ganwai hai na jan di hai
Phir bhi hum ehl-e-mohabbat ki misalon mein rahe
Gum e Hieyat ka jhagra meta raha hai koi
Chale ao kha dunya say ja raha ha koiAzzal say kiha do kha roh jayi do ghare
Sona ha ane ka wada nebha raha ha koi
Woh is naz sa baethe heen lash ka pas
Jase rothe howay ko mana raha ha koi
Palt kar na ae jayi phr sans nabzoon mein
Itne husen hathoon sa maeyat saja raha ha koiÂ
Faqlh e shahr ki majlis se kuch bhala na hua
Ki us se mil ke mizaj aur kafirana huaAbhi abhi wo gaya hai magar zamana hua
Wo raat khawab hui wo sukhan fasana hua
Kuch ab ke aise kade thi firaq ke mausam
Tiri hai baat nahi main bhi kya se kya na hua
Hujum aisa ki rahen nazar nahi ati
Nasib aisa ki ab tak to qafila na hua
Shahid e shab faqat ahmed Faraz hi to nahi
Ki jo charagh ba kaf wahi nishana hua
Next
Eitna santa kha jaesay ho saqut sahara
Aese taraqe kha ankhon nay dahe de ha
Jane zindan say adar kon say manzr ho gey
Mujh ko dewar hi dewar dekhae de ha
Dor ik fakhata boale ha boht dor khaae
Phla awaz muhabat ke sunae de ha
Next
Faraz ab koi sauda nahi junu n bhi nahi
Magar qaraar se din kat rah ho yu bh nahi