Phiren hain rakhiyaan bandhe jo har dam husn ke taare - Ghazal Urdu

Ghazal Urdu, best urdu poetry, Urdu poetry , Ghazal , Shayari , Sad Poetry And Funny Jokes, urdu best poetry 4u

Phiren hain rakhiyaan bandhe jo har dam husn ke taare

Rakhiyaan

 Nazeer Akbarabadi
Indian Poet
Born : 1740, Delhi
Died  : 1830, Agra
Language : Urdu


Nazeer Abkarabadi

Phiren hain rakhiyaan bandhe jo har dam husn ke taare

To in ki rakhiyon ko dekh ai jaan chaao ke maare

pahan zunnaar(thread) aur qashqa(tilak) laga maathe uper baare

"nazeer" aaya ha baamhan ban ke rakhi baandhne payaare

Bandhaa lo us se tum hans ke ab us tyohaar ki rakhi

Lagta nahi hai dil mera ujde dayar mein
Kise ki bani hai aalam e naa paaidar mein

Kah do in hasrato se kahi aur ja basei
Itni jagah kahan hai dil e daaghar mein

Umar e  daraaz maang k  laye tha chaar din
Do aarzu mein kat gay do intezaar mein

Kitna hai badnasib zafar dafaan k liye
Do gaz zamen bhi na mili ko e yar mein


Ek chhappar ka ghar neem ke saaye
Unghtaa hai dhundhalke mein  liptaa howa

Shaam ka waqat hai aur chulha hai sard
Sahan mein ek bachcha barahna badan

Basi roti ka tukra liya haath mein
Sar khujaata hai jane hai kis soch mein

Aur asaare main aate aate ki  chaki k paas
Ek aurat pareshan khaatir Udaas,

Apna rukh par liya zindagi ki thakan
Sochti hai ki din bhar ki mehnat ke baad

Aj bhi rukhi roti milegi hamen
Tu hiqaarat se kyo dekhte ho use

Dost ye mere bachpan ki tasvir hai 


Next 

Door se aaye tha saaqi sun maikhaane ko ham
Bas tarasate hain chale afasos paimaane ko ham

May bhi hai mina bhi hai saagar bhi hai saaqi nahi
Dil mein ata hai laga den aag maikhaane ko ham

Ham ko fasana tha qafaz mein kya gila sayyad ka
Bas tarasate hai rahe hain ab dane ko ham

Baagh main lagta nahi sahra main ghabrata hai dil
Ab kahaan le jaake baithen asie devane ko ham

Kya howa taqase ham se to bata de ae Nazeer
Taaki shaadi marg samajhen aise mar Jane ko ham

Â