Apne Kirdaar Pe Daal Ke Parda IQBAL - Ghazal Urdu

Ghazal Urdu, best urdu poetry, Urdu poetry , Ghazal , Shayari , Sad Poetry And Funny Jokes, urdu best poetry 4u

Apne Kirdaar Pe Daal Ke Parda IQBAL

Apne Kirdaar Pe Daal Ke Parda IQBAL

Har Shakhs Keh Raha Hai Zamana Kharab Hai
9 November Iqbal Day


Gongai ho gai aj kuch zubban kehta kehta

Hickhaicha gaya mein khuad ko musalman kehta kehta

Ye bat nahi k mujh ko us par Yakeena nahi
Bas dar gya khuad ko sahaib e leman kehta kehta

Taufeq na howi mujhe ek waqt kia namaz kia
Aur choup choup howa moazan azan kehta kehta

Kis kaafir ne jo poucha hai konsa mahina
Sharam se panai hath ghar gya Ramzaan kehta kehta

Mari almarai giard se ati kiata ka jo poucha
Mein gharh gya zamen main Quraan kehta kehta

Ye suin kha chup saadh lia IQBAL us ne
Yun laga jaise ruk gya ho mujh haiwan kehta kehta



Bal-e-Jibril-006 
 

Kya ishq aik zindagi e mastar ka

Kya ishq paidar se na paidar ka

Woh ishq jis ki shama bujha de ajal ki phoonk
Uss mein maza nahi tapish o intizar ka

Meri bisaat kya hai tab o taab e yak nafas
Shole se bemehal hai ulajhna sharaar ka

Kar phli mujh ko zindagi javidan atta
Phir zauq o shauq dekh dil e beqaraa ka

Kanta woh de ke jis ki  khatak la zawal ho
Ya Rab woh dard jis ki kasak la zawal ho



 


Aurat - Woman 
Zarb-e-Kaleem : 103


Wujood e zan se hai tasveer e kainat mein rang

Issi ke saaz se hai zindagi ka souz e darun

Sharaf mein  barh ke sureya se musht e khaak iss
Ki ke har sharaf hai issi durj ka dur e maknoon

Makalmaat e falatoon na likh saki lekin
Issi ke shole se toota sharaar e aflatoon 



Karenge ahl e nazar taaz bastiyan abad

Miri nigah nahi su e kufa o baghdad

Ye madrasa ye javan ye surur o ranai
Inhin ke dam se hai mai khana e farang abad

Na falsafi se na mulla se hai gharaz mujh ko
Ye dil ki maut wo andesha o nazar ka fasad

Faqih e shahr ki tahqir kya majal miri
Magr  ye baat ki mein dundta ho dil ki kushad

Kharid sakhte hain duniya mein ishrat e parvez
Khuda ki den hai sarmaya e gham e farhad

Kiya hain faash rumuz e qalandari main ne
Ki fikr e madrasa o khanqah ho azad

Rishi ki faqon se tuuta na barhaman ka tilism
Asa na ho kalimi hai kar e be buniyad

Next

Ne mohra baqi ne mohra bazi
Jita hai rumi haara hai raazi

Raushan hai Jam e jamshed ab tak
Shahi nahi hai ba shisha bazi

Dil hai musalman mera na tera
Tu bhi namazi mein bhi namazi

Main jaanta hun anjam us ka
Jis marke mein mulla hon ghazi

Turki bhi shirin tazi bhi shirin
Harf e mohabbat turki na tazi

Azar ka pesha khara tarashi
Kar e khalilan khara gudazi

Tu zindagi hai paendagi hai
Baqi hai jo kuch sab khak bazi